Friday, December 31, 2010

a new year thought

एक नया दोअर अब आयेंगा
एक नयें किरण जगयिएन्गा
काली रात के इस अन्धेरें को
अब एक नयी सुबह मैं बदल कर दिखायेंगा
ईशवर कारें य  नया साल अब पुरानें
सोच को मिटा कर
अब एक नया सुन्हेरा ख़्वाब जगायेएंगा
 
   अमीन्न्न 

Tuesday, December 7, 2010

KHUSH raho

Agar pyaar na mile , toh nafrat pakar khush raho,

Jeena agar bhul gaye toh marne ke khavab se khush raho,
Agar phoolon ke chadar na mile toh pathaar ke raste par khush raho,
Insaniyaat agar bhool gaye ho toh havaniyat ke chole main khush raho,
Roshni na mile toh aandhiyaare se khush raho,
Agar paani na mile toh tezaab pee kar khush raho,
Agar ujala nahi hain toh andhaare se khush raho,
Dost nahi ban sakte toh kaafir banker khush raho,
Agar khud nahi jee sakte toh logo ko marker khush raho,
Agar ghar main shant nahi reh sakte isतो कब्रिस्थान   जाकर  चुप रहो,,

Saturday, December 4, 2010

VISION

To see a vision
when going for a mission,
in the era of multi-faceted Fission

Let's Understand it's fugitives 
of this broken mind


which hinders it's success
tries so many times to bind


The real vision is awaited
till the mission stands completed

Approaching Winter

WINTER arrive at our
HOME one night,

our BODY wants 
to be INSIDE,


SUN is turning his
face againt us this TIME,


COLD is so intense 
this NIGHT, 


that WORDS say
don't SPEAK now 
SPEAK later


as i m getting 
FREEZE this TIME

na jaane kyun

GEHEROON se sambandh banaate banaate 
na jaane kyun 
APNO ka saath chooth gaya,,

NAFRAAT ka ehsaas badte badte 
na jaane kyun 
PYAAR ka naam hi mitt gaya,,,

DUSHMANOO se nataa zodte zodte
na jaane kyun
DOSTO se rishta toot gaya,,,

apne GHAR ke AASHIYANE ko
na jaane kyun 
aaj KABRISTHAN ka naam mil gaya,,,,