Friday, January 21, 2011

mauth se badkar kuch nahin


aaaj mauth haamre saath hain ,
hume koi dukh nahin ,,
pyaar toh hume kabhi mila tha hi nahin,
jiske muzhe koi gaam hai hi nahi ,,
yeh bhi koi zindagi hai kya ,
jisme saanse toh naam ki bhi nahin,,
jisse hum pyaaar karte hain,
use toh pyaar ka ehsaas hi nahin,,
baat haar ya jeet ki nahin ,
baat hain vishwas ki
jo is duniya main shayad raha hi nahin ,,
ab naa jaane kyun
aise ehsaas hota hain ki,
maut ki neend se badkar
is duniya main aur kuch nahin
shayad kuch bhi nahin ,,,,

No comments:

Post a Comment